Khaa key gujiya
Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga k thora thora sa rang,
baaja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.
HOLI MUBARAK
Holi par sabhi ko sabhi
Holi par sabhi ko sabhi rango se milkar ek rang,
apko mile jo apki khusiyon ko rangin bana de.
Happy Holi
Rang udaye Pichkari rang
Rang udaye Pichkari rang se rang jaye duniya sari holi ke rang
aapke jeevan ko rang de ye shubha kaana hai hamari.
HAPPY HOLI
Rango Ke Tyohar Me
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,
Makki ki Roti
Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar,
Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar,
Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar
Rango mein ghuli ladki kya
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai,
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai,
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein,
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai
Pichkari ki dhar
Pichkari ki dhar, gular ki bauchar, apno ka pyar,
yahi hai HOLI ka tyohar.
Wishing you and your family a very hapy and colourful HOLI.
No comments:
Post a Comment